EntMnt Xclusive Turner plans to rebrand Toonami tomorrow also many surprise soon

Otaku

EntMnt Gem
Finest Member
5a887e5d029b7bd47ac171ac0a23242c.jpg

35b318b37420b9aafdb80f1749f1cd31.jpg
 

Otaku

EntMnt Gem
Finest Member
First they should add Hindi audio and second thing make it available on all MSOs & Leading DTH
 

Otaku

EntMnt Gem
Finest Member
Yes because Toonami don't have fans like Animax who will fight for it so Hindi audio is very necessary for them
 

MrMime

Frequent Flyer
I don't care about Hindi language and im not ashamed to say that for past 1 week i have been watching hanna barbera and all other older shows all day.
Laff-a-lampics and all other shows are just too good to watch even if they are in English, i hope they bring more older shows and drop this ben10 and sonic shit show.
 

skm30

Frequent Flyer
MrMime bhai, aap ab 27 saal ki umar mein apni yaadein taaza karne ke liye ye old cartoon shows dekh rahein hain, par ye channel aapke ke ya hamaare liye nahin launch hua haa balki ye kids ke liye launch hua hai jismein jyadatar dekhane wale bachche hindi samajhte hain phir tamil telugu wale bachche aate hain, aur english medium wale chhote bachche bhi dekhane ke mamale hindi hi prefer karte hain kyonki cartoon to wo maje ke liye dekhte hain na, na ki padhne ke liye ¡¡
.
khair, ab jo Toonami channel hai use kamsekam hindi me to hona hi padega, nahin to ye purane cartoons wala channel ek mahine ke bhitar hi dam tod dega, matlab ki market me nahin chalega, aur agar ye channel daudana chaahta hai to phir ise audio tamil aur telugu me bhi lana padega, baharhaal abhi sirf english audio ke saath to ye channel apne aapko atmahatya ki or agrasar kiye hue hai kyonki is suratehaal me isko chaahne wale sirf chand hi log hain jaise hum aur aap aur hum jaise hi kuchh aur log ¡¡
.
baat chuki hindi bhasha ki thi bas isiliye socha ki hindi me hi post kar doon, waise hindi mein post karne ke liye main aap sabse kshamaa prarthi hoon ¡¡
 
Top