General Discussion Thread

IndianMascot

Core Member
Hey u naughty bro, are u hinting at the enjoyment which one feels when .......... ? Chhodo yaar, hum kunwaare hi achchhe, shaadi karke to sardard hi hoga,. Ek sukh, sau dukh aur meri bigad jayeegi look. will try when i feel ready for it

Kab tak bachoge bhai. Kabhi na kabhi to saheed hona hi hain :D
 

Sanjeev

Core Member
Aur sunao yaaro apni kahaani , zara hum bhi toh sune aapki khushi bhari daastan aur Dukh bhari kahaani
Hamari kahani dukh bhari hi hai wahi ghissi pitti zindagi roz subah office jao aur gadhe ki tarah kaam karo shaam ko ghar aao khana khao aur so jao no enjoyment in life :( :(
 

aumnamonarayan

EntMnt Contributor
Chalo doston chalta hoon, kismat kahaan le jaati hai test karta hoon, fail ho jaaonga ya paas yeh kal bataaonga, detailed explanation mat poochna warna mein thenga bataunga
 
Top