Sanjeev
Core Member
Mehfil jama di tumne aajShukriya, Shukriya! Bas aap logo ka pyaar aur aashirwaad mixed with zindagi ki utah-patak hi hai jisne iss aam aadmi ko shaayar bana diya aur fate hue tyre mein puncture laga diya

Mehfil jama di tumne aajShukriya, Shukriya! Bas aap logo ka pyaar aur aashirwaad mixed with zindagi ki utah-patak hi hai jisne iss aam aadmi ko shaayar bana diya aur fate hue tyre mein puncture laga diya

Hey u naughty bro, are u hinting at the enjoyment which one feels when .......... ? Chhodo yaar, hum kunwaare hi achchhe, shaadi karke to sardard hi hoga,. Ek sukh, sau dukh aur meri bigad jayeegi look. will try when i feel ready for it
Get married bro. You wont feel lonely and will enjoy all seasons![]()
Arre janaab, aaj naa jaane dil kyon dhak dhak kar raha hai , muh bhi bak bak kar raha hai, lagta hai shayad itne gam jhel ke yeh insaan ab thak raha haiMehfil jama di tumne aaj![]()
Hamari kahani dukh bhari hi hai wahi ghissi pitti zindagi roz subah office jao aur gadhe ki tarah kaam karo shaam ko ghar aao khana khao aur so jao no enjoyment in lifeAur sunao yaaro apni kahaani , zara hum bhi toh sune aapki khushi bhari daastan aur Dukh bhari kahaani
Kaunsa wala thenga thumbsup ya thumbs downChalo doston chalta hoon, kismat kahaan le jaati hai test karta hoon, fail ho jaaonga ya paas yeh kal bataaonga, detailed explanation mat poochna warna mein thenga bataunga